maula haq imam
tejani brothers - 2012
hayya alaa khayril amal
ya hussain ya hussain ya hussain maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain teeron pe tha laasha tera aur jism tha khun se bharaa jab aaya khaali zuljanaah peyron se lipti bibiyaan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain qaasim jawaan maara gaya paamaal bhi laasha huwa sheh ne kiye tukre jamaa roti rahi qaasim ki maan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain abbas ke baazu kate paani bahaa wo mashk se ghore ke zeen se jab ghire thi ye sakina ki fughaan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain sughra ne dekha khwaab me nazron me ek partaab me asghar sawaale aab me aur khun me duba saarebaan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain nanna galaa asghar ka tha aur teer bhi uspe chalaa haathon me sheh ke khun bahaa rote rahe teero kamaan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain shaame gharibaan ki ghari neze se sab chaadar chhini aur aag khaymon me lagi khaamosh tha arz o samaan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain aabid ka tha ye imtehaan paaon me jakre beriyaan haathon me bandhe rassiyaan aur sheh ka sar nauke sinaa sajjad ka wo imtehaan sajjad ka wo imtehaan wo shaam ka darbaar tha zainab khari thi berida zaalim ne ye has ke kahaa ab hai tera ghaazi kahaan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ab hai tejani ki sada ay maatami sunlo zaraa hai bibi zahra ki dua har maatami aur nawhakhwaan maula haq imam ya hassan ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain the zakhm wo tan pe hazaar tha sine par zaalim sawaar khanjar chalaaya baar baar aur halq se tha khun rawaan |
|