taaboote murtaza ko
ali safdar - 2013
maatam zameen pe hota hai aur arsh par bukaa
taaboote murtaza ko uthaate hain ambiya chehre pe khun behta hai sar hai shigaafata dunya se is tarha mera mushkil kusha chala wo jis ko dekhna bhi ibaadat kaha gaya duba huwa hai khun me wo chehra imam ka ummat yateem ho gayi be aasra hayaat jo sab ke boj uthaata tha dunya se uth gaya jinn o malak rasul o bashar saare aa gaye kis shaan se utha tha janaaza imaam ka abbas ko supurd kiya hai hussain ke jaate huwe ali ki hai aankhon me karbala zainab kahaan hai puchte hain ghash me murtaza aankhein hain band saamne hai manzar shaam ka maula mila hai aap ko taaboot aur kafan be gor o be kafan raha laasha hussain ka beta usi ka pyaasa raha teen roz tak qaatil ko apne jisne ke sharbat ataa kaya mushkil me sab ki jaan bachaata tha jo qamar sajde me zaalimo ne use qatl kar diya |
|