mein tere samne
ali haidar - naats 2010
allahu allahu allah
mein tere samne mein tere samne jhuk raha hun khuda mera koyi nahin allah tera siwa mein tere samne allahu allahu allah mein gunahgaar hun mein siyahkaar hun mein khatakaar hun mein sazaawaar hun mere sajdon me teri hi hamd o sana mera koyi nahin allah tera siwa mein tere samne allahu allahu allah meri tauba hai tauba ay mere ilah mujh gunahgaar ko tu na dena saza meri aahon ko sunle ay haajat rawa mera koyi nahin allah tera siwa mein tere samne mein to ghafaar hun tu ne khud hi kaha nahin koyi nahin hai shehbaaz gaah bakhsh dunga mein tujh ko hai waada tera bakhsh dega hame ye hai waada tera mera koyi nahin allah tera siwa mein tere samne mein tere samne mein tere samne jhuk raha hun khuda mera koyi nahin allah tera siwa mein tere samne |
|