dam dam ali ali kaho
qasida - old
dam dam ali ali kaho
har dam ali ali lamhe me wo madine se khaibar pahonch gaye imdaade din ke waaste khaibar pahonch gaye mushkil pari hai jab kabhi bole nabi yehi dar ko tumhaare dekhun to kambar sa hai gulaam dunya tumhaare naam pe khaati hai subh o shaam taarif teri kya karun allah ke wali teri ataa quraan ki tafsir ban gayi teri ataa se kitnon ki taqdir ban gayi aao karo madad meri mushkil kushaa ali |