zahra ki dua
shadman raza - 2012
zahra ki dua hai
bismillahir rahmanir rahim allaahumma kun lewaliyyekal hujjat ibnil hasan salawaatoka alayhe wa alaa aabaaehi fi haazehis saa’ate wa fi kulle saa’ah waliyan wa haafezan wa qaa’edan wa naaseran wa dalilan wa aynan hattaa tuskenahu arzaka taw’an wa tomatte’ahu fihaa taweelaa zahra ki dua hai ghaibat se nikal aaye khudaya mera beta zahra ki dua hai koyi to uthale mere shabbir ka laasha zahra ki dua hai nanne ali asghar ka lahu abh bhi ravaa hai ab tak ali akbar ke kaleje me sina hai mehdi mera aa jaaye to sine se laga le zahra ki dua hai ghaibat se nikal aaye khudaya mera beta zahra ki dua hai hay khanjar se gala kath gaya wo gurz wo bhale is laash pe ghore hai abhi dorhne waale koyi mere shabbir ke laashe ko uthaale zahra ki dua hai ghaibat se nikal aaye khudaya mera beta zahra ki dua hai ghaazi ki mohabbat ho hussaini ka ho kirdaar misam ka saliqa ho khomeini ka ho kirdaar har ek azaadaar ye kirdar banaa le zahra ki dua hai ghaibat se nikal aaye khudaya mera beta zahra ki dua hai haay wo darbadari kufe ke darbaar ka badlaa baaqi hai abhi shaam ke darbar ka badlaa allah mere laal ko ghaibat se nikaale zahra ki dua hai ghaibat se nikal aaye khudaya mera beta zahra ki dua hai pyaasa mera shabbir hai ghaibat me hai beta who khatm ho ab jaisi musibat me hai beta har ek azaadaar agar dil se bulaale zahra ki dua hai ghaibat se nikal aaye khudaya mera beta zahra ki dua hai kehti hai qamar pyaare hai ye maatami saare laashon ko uthaate hain azaadaar hamaare allah azaadaaron ki naslon ko batchaale zahra ki dua hai ghaibat se nikal aaye khudaya mera beta zahra ki dua hai |
|