ye zameen aasmaan
tejani brothers - 2012
ya hussain anta harrartal abeed
ya hussain dhikruka saara nasheed ya hussain qata’u minkal wareed ya hussain ya ghareeban ya shaheed ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain thi ye sab ko khabar ye jahaan sab hai tera haan magar ye sila tujhko ummat se mila tha tera saara tan teeron se itna bharaa ghir ke phir ruk gaya teeron pe lasha tera ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain anta qurban-ul-ilaah anta lid-deeni fidah dammukas-saala ulaah qaddasal baari sanaah ya hussain ya hussain sirta lid-dunya manaar ya hussain ya hussain dhikruka ad’haa shi’aar ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain how yazid tried to bury your name into the sand covered up karbala but this was allah’s command that hussain will live on in this world in every land till the end we will mourn our masters final stand ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain har jawaan peer ke dil se uth ti hai sadaa apne khun se jalaaye ghame sheh ka diyaa zindagi kuch nahin gar na ho sheh ki aza is ki khaatir karenge ham apni jaan fidaa ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain jis liye haaye zainab tarapti reh gayi jis liye umr bhar roya aabid khun bhi meri maayen bahan wo ridaa pehna karo shaam ke daastaan se mila kya kuch nahin ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain dars ye mil raha hai hame abbas se apne baazu agar jism se donon kate jism se khun ka darya agar behtaa rahe bas hamesha hussain pe wafaa jaari rahe ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain shaam me haaye bechain dil zainab ka tha chaahti thi ke maatam kare shabbir ka haan magar khun me tar haath the gardan pase dekh ke uski majburi bola ye khuda ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain anta harrartal abeed dhikruka saara nasheed qata’u minkal wareed ya ghareeban ya shaheed ya hussain ya hussain bismika ad-dunya tadoor ya hussain ya hussain qabrukaz-zaahi yanoor ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain ye tejani sadaa hai hamaare khun ki dil me aur ankh me karbala bas hai basi tera maatam nahin ruk sakega ab kabhi jo rukaawat hai ham tor dalenge sabhi ye zameen aasman keh raha hai ya hussain mominon ke lahu me beh raha hai ya hussain |
|