yadekal khair
nadeem sarwar - 2010
ya hussain ya hussain
haaye aseer qaafela darbaare shaam jab aaya yazeed zainabe kubra se yun huwa goya lo aaj raaz wa to izzo man tasha ka khula ke ba weqaar huwa kaun kaun hai ruswa o bad kalaam theher o bad kalaam theher boli zainabe kubra nashe me mast aayat ye puri sab ko suna wo haath khair ka hai kaun mujh ko ye to bata ke jis se zillat o tauqeer baant ta hai khuda wo haath tu hai ke ham wo haath tu hai ke ham ehle bayt hain us ke ham hi hain izzat o zillat ke baant ne waale yadekal khair bhi ham rabbe kaaba ki qasam unhi haathon me rasan sare darbaare sitam zainabi lehje me aawaaze ali gunj uthi zulm aur jabr ke darbaar me bijli si giri laayeqe hamd hai jisne hame izzat bakhshi sura e room se shahzaadi ne aayat ye parhi jo burhe the so burha jo burhe the so burha unka hi anjaam huwa jis ne qur'aan ko juthlaaya wo naakaam huwa . . . ajouter la suite de ce lyric |
|