islyrics
  • home
  • index
    • all nawha
    • all manqabat
    • other
  • topic
    • allah hamd
    • karbala >
      • muslim bin aqeel
      • departure from madina
      • fatema sughra
      • as'haabe imam
      • aun o mohammad
      • qaasim
      • abalfazl abbas
      • ali akbar
      • ali asghar
      • imam hussain as
      • shaame ghariba
      • bibi sakina
      • syeda zainab sa
      • shaam - kufa
      • imam sajjad as
      • back to madina
    • azaadari hussainiyat
    • imam zamaan ajtf
    • du'a
    • wilaadat >
      • milaad un nabi
      • syeda fatema sa
      • 1 imam ali as
      • 2 imam hassan as
      • 3 imam hussain as
      • 4 imam sajjad as
      • 5 imam baqer as
      • 6 imam sadeq as
      • 7 imam kazem as
      • 8 imam raza as
      • 9 imam jawad as
      • 10 imam hadi as
      • 11 imam askari as
    • shahaadat >
      • hazrat mohammad sa
      • syeda fatema sa
      • 1 imam ali as
      • 2 imam hassan as
      • 3 imam hussain as
      • 4 imam sajjad as
      • 5 imam baqer as
      • 6 imam sadeq as
      • 7 imam kazem as
      • 8 imam raza as
      • 9 imam jawad as
      • 10 imam hadi as
      • 11 imam askari as
    • other
  • artist
    • nadeem sarwar
    • tejani brothers
    • shadman raza
    • farhan ali waris
    • other >
      • mesum abbas
      • irfan haidar
      • shahid baltistani
      • faraz hussain
      • hashim sisters
      • rizwan zaidi
      • hussain virji
      • ali safdar
      • fatemah ladak
      • mir hassan mir
      • fatima and batul dhamani
      • hasan sadiq
      • kazim rahemtullah
      • musayyab rizwi
      • master ghulam abbas
      • sajid jafri
      • zeeshan haidar
      • nasir zaidi
      • ali deep rizvi
      • ali charania
      • ayaz abbas
      • ali haidar
    • sami yusuf
    • ali haidar
    • farhan ali qadri
    • ali fadhil
  • album
    • 2013/2014
    • 2013
    • 2012
    • 2011
    • 2010
    • ashke rawaan (1971)
    • old/unknown >
      • old maatam
  • language
    • arabic
    • english
    • persian (farsi)
    • other
  • guestbook
  • contact

ya ali
nadeem sarwar - 2013

shabe zarbate maahe ramzaan ali ka ye kehna hai
ye zindagi baade zehra ba khuda shakista hai
aah tere baad ay zehra mein dil soz o shakista
mein dil zaar o girafta

khuda nigehdaar ke mein musaafire shab zindadaar
khuda nigehdaar ke mein paykare dil figaar
ya ali

roz o shabe veeraani zindagi ye zindaani
ya ali

roz o shabe veeraani zindagi ye zindaani
zindagi ye baade zehra ba khuda nahi kat ti
khuda nigehdaar ke mein musaafire shab zindadaar
khuda nigehdaar ke mein paykare dil figaar
ya ali

haaye darde dil mere jo ali na keh paaya
raaz wo liye dil me jaa raha hai ay dunya
kal na salooni sunuge kal na salooni kahunga
mein chala suye kirdigaar

khuda nigehdaar ke mein musaafire shab zindadaar
khuda nigehdaar ke mein paykare dil figaar

wo ali hun jangon me jisne maut ko ghera
fatema  ki furqat mee zabt khogaya mera
haay tere baad ay zahra haay veeraan hai dunya
mein chala suye kirdigaar

khuda nigehdaar ke mein musaafire shab zindadaar
khuda nigehdaar ke mein paykare dil figaar

haaye fatema  zehra sabr kaisa paaya tha
raaz zakhmi pehlu ka mujhse bhi chupaaya tha
mein kabhi bhool na paaya wo tera pehlu shakista
mein chala suye kirdigaar

khuda nigehdaar ke mein musaafire shab zindadaar
khuda nigehdaar ke mein paykare dil figaar

is sitam ne ay zehra kitna mujhko rulwaaya
mein ali tha aur tera haq na mein dila paaya
haay tu dukhtare aaqa aur darbaar me jaana
mein chala suye kirdigaar

khuda nigehdaar ke mein musaafire shab zindadaar
khuda nigehdaar ke mein paykare dil figaar

aa raha hun ay zehra mein bhi jaanibe manzil
khuda haafiz o naasir mein chala suwe qaatil
kal mera aakhri kalma fuzto be rabbil kaaba
mein chala suye kirdigaar

khuda nigehdaar ke mein musaafire shab zindadaar
khuda nigehdaar ke mein paykare dil figaar

mein chala suwe qaatil
mein chala suwe haasil
mein chala suwe manzil
mein chala

telecharger fichier mp3

Powered by Create your own unique website with customizable templates.