sajde me huwa qatl murtaza
ashke rawaan - 1971
wa mohammada wa musibata
sajde me huwa qatl murtaza din ka sutun aaj gir gaya sajde me huwa qatl murtaza zainabe hazin gash me hai pari bibiyaan sabhi roti hain khari wa mohammada ki un me hai sadaa sajde me huwa qatl murtaza be pidar huwe sibteyne nabi rote hain malak ambiya sabhi maatam un me hai aaj bhi sadaa sajde me huwa qatl murtaza zalzale me hai kabre mustafa kaampti hai aaj lehde fatema ehle aasmaan karte hain buka sajde me huwa qatl murtaza rab se karein log ye dua jaayein ham nadjaf jald ay khuda maatame ali wahaan karein bapa sajde me huwa qatl murtaza |