mein panjetani hun
mir hassan mir - manqabat
mein panjetani panjetani panjetani hun
daawa hai mera, naare jahannam se bari hun mein panjetani panjetani panjetani hun sojaye jo kismat to jagaa leta hun khud hi har bighra huwa kaam bana leta khud hi mein bandaye, sarkaare hussain ibne ali hun mein panjetani panjetani panjetani hun diwaana e haidar hun mein ye ishq se sarshaad abbas ka naukar hun shahe din ka azaadaar phir kyun na kahun, mein ke muqaddar ka dhani hun mein panjetani panjetani panjetani hun mohtaj nahin hun mein zamaane me kisi ka sadqa mujhe milta hai bohot aale nabi ka is dar ka, bhikaari hun to aalam me ghani hun mein panjetani panjetani panjetani hun yeh baat hawa karti hai aandhi ki zuban me jo panjetane paak ka dushman hai jahaan me mein naamo nishaan, in ka mitaane ko chali hun mein panjetani panjetani panjetani hun kehta hai azaadaar ka har haath ye uthkar har ek munaafiq hai mere panje ki zad par mein haath hun, mo’min ka har ek aisa qawi hun mein panjetani panjetani panjetani hun har ehle arab ehle ajam ehle azam ko panj waqt namaz aake bataati hai ye sab ko mein aale, muhammad ke gharaane me pali hun mein panjetani panjetani panjetani hun roshan meri taqdeer hai bezaar hai ehsaas hasnain ki ulfat ke ujaale hai mere paas mein gauhare, naayaab hun farzande wali hun |
|