islyrics
  • home
  • index
    • all nawha
    • all manqabat
    • other
  • topic
    • allah hamd
    • karbala >
      • muslim bin aqeel
      • departure from madina
      • fatema sughra
      • as'haabe imam
      • aun o mohammad
      • qaasim
      • abalfazl abbas
      • ali akbar
      • ali asghar
      • imam hussain as
      • shaame ghariba
      • bibi sakina
      • syeda zainab sa
      • shaam - kufa
      • imam sajjad as
      • back to madina
    • azaadari hussainiyat
    • imam zamaan ajtf
    • du'a
    • wilaadat >
      • milaad un nabi
      • syeda fatema sa
      • 1 imam ali as
      • 2 imam hassan as
      • 3 imam hussain as
      • 4 imam sajjad as
      • 5 imam baqer as
      • 6 imam sadeq as
      • 7 imam kazem as
      • 8 imam raza as
      • 9 imam jawad as
      • 10 imam hadi as
      • 11 imam askari as
    • shahaadat >
      • hazrat mohammad sa
      • syeda fatema sa
      • 1 imam ali as
      • 2 imam hassan as
      • 3 imam hussain as
      • 4 imam sajjad as
      • 5 imam baqer as
      • 6 imam sadeq as
      • 7 imam kazem as
      • 8 imam raza as
      • 9 imam jawad as
      • 10 imam hadi as
      • 11 imam askari as
    • other
  • artist
    • nadeem sarwar
    • tejani brothers
    • shadman raza
    • farhan ali waris
    • other >
      • mesum abbas
      • irfan haidar
      • shahid baltistani
      • faraz hussain
      • hashim sisters
      • rizwan zaidi
      • hussain virji
      • ali safdar
      • fatemah ladak
      • mir hassan mir
      • fatima and batul dhamani
      • hasan sadiq
      • kazim rahemtullah
      • musayyab rizwi
      • master ghulam abbas
      • sajid jafri
      • zeeshan haidar
      • nasir zaidi
      • ali deep rizvi
      • ali charania
      • ayaz abbas
      • ali haidar
    • sami yusuf
    • ali haidar
    • farhan ali qadri
    • ali fadhil
  • album
    • 2013/2014
    • 2013
    • 2012
    • 2011
    • 2010
    • ashke rawaan (1971)
    • old/unknown >
      • old maatam
  • language
    • arabic
    • english
    • persian (farsi)
    • other
  • guestbook
  • contact

mein azaadaar rahun
faraz hussain - 2012

hayya alaa khayril amal ya hussain
dil ka ye muddua qabul karo
mere saahib dua qabul karo
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
lazzate khaake shifaa ki khaatir
zakhme maatam ko dawaa ki khaatir
chaahta ye hun ke bimaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
apne seene ki tahaarat kar lun
maatami haathon se khidmat kar lun
is ibaadat ka sazaawaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
mashk taabut alam aur jhula
taaziaa nazr o niaaze shohada
in ke munkir se mein bezaar rahun
mere maula mein azadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
jo khushi un ki khushi wo meri
un ke gham me na kabhi aaye kami
sog un ka ho to ghamkhwaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
zaakiro nauhagaro nauha khwaan
mere maa baap hon tum par qurbaan
ye dua do ke mein bedaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
wo jo be tegh laraa teeron se
naqshe pa jis ke zameen par na pare
us ka gehwaaraye bardaar rahun
mere maula mein azaadar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
beriyaan tauq pehan kar jo chalaa
khun chauntis baras jo roya
gham me un ke mein giraftaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
baaniye farshe azaa wo zainab
parda dunia ka bachaa jis ke sabab
us ki mazlumi pe khunbaar rahun
mera maula mein azaadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
dekho rehaan o faraaze muztar
gham ke badle koyi jannat de agar
ban ke shabbir ka inkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
 
tera banda mere sarkaar rahun
mere maula mein azaadaar rahun
telecharger fichier mp3 ici
[clic-droit, enregistrer la cible]
Powered by Create your own unique website with customizable templates.