islyrics
  • home
  • index
    • all nawha
    • all manqabat
    • other
  • topic
    • allah hamd
    • karbala >
      • muslim bin aqeel
      • departure from madina
      • fatema sughra
      • as'haabe imam
      • aun o mohammad
      • qaasim
      • abalfazl abbas
      • ali akbar
      • ali asghar
      • imam hussain as
      • shaame ghariba
      • bibi sakina
      • syeda zainab sa
      • shaam - kufa
      • imam sajjad as
      • back to madina
    • azaadari hussainiyat
    • imam zamaan ajtf
    • du'a
    • wilaadat >
      • milaad un nabi
      • syeda fatema sa
      • 1 imam ali as
      • 2 imam hassan as
      • 3 imam hussain as
      • 4 imam sajjad as
      • 5 imam baqer as
      • 6 imam sadeq as
      • 7 imam kazem as
      • 8 imam raza as
      • 9 imam jawad as
      • 10 imam hadi as
      • 11 imam askari as
    • shahaadat >
      • hazrat mohammad sa
      • syeda fatema sa
      • 1 imam ali as
      • 2 imam hassan as
      • 3 imam hussain as
      • 4 imam sajjad as
      • 5 imam baqer as
      • 6 imam sadeq as
      • 7 imam kazem as
      • 8 imam raza as
      • 9 imam jawad as
      • 10 imam hadi as
      • 11 imam askari as
    • other
  • artist
    • nadeem sarwar
    • tejani brothers
    • shadman raza
    • farhan ali waris
    • other >
      • mesum abbas
      • irfan haidar
      • shahid baltistani
      • faraz hussain
      • hashim sisters
      • rizwan zaidi
      • hussain virji
      • ali safdar
      • fatemah ladak
      • mir hassan mir
      • fatima and batul dhamani
      • hasan sadiq
      • kazim rahemtullah
      • musayyab rizwi
      • master ghulam abbas
      • sajid jafri
      • zeeshan haidar
      • nasir zaidi
      • ali deep rizvi
      • ali charania
      • ayaz abbas
      • ali haidar
    • sami yusuf
    • ali haidar
    • farhan ali qadri
    • ali fadhil
  • album
    • 2013/2014
    • 2013
    • 2012
    • 2011
    • 2010
    • ashke rawaan (1971)
    • old/unknown >
      • old maatam
  • language
    • arabic
    • english
    • persian (farsi)
    • other
  • guestbook
  • contact

khuda ke wali
ali safdar - 2013

maula ali maula ali
mushkil kushaa maula ali

khuda ke wali suwe jannat gaye
ke maula ali suwe jannat gaye

wo khaybar shikan murshide awliya
ajab bandagi ka wo andaaz tha
kiya zarb lagte hi shukre khuda
kaha ba khuda kaamraan ho gaya
kamaal aasmaan se ye aayi nidaa
ke maula ali suwe jannat gaye

hadaf tegh ka tha jo maula ka sar
kiya waar zaalim ne islaam par
usi ka gaya karbala tak asar
ke ummat ne luta payambar ka ghar
kamaal aasmaan se ye aayi nidaa
ke maula ali suwe jannat gaye

tarap jaayein dil bibiyon ke wo bayn
tarapte the gham se hasan aur hussain
tha saqte me abbas sa noore ayn
na aata tha pal bhar ghulaamon ko chain
kamaal aasmaan se ye aayi nidaa
ke maula ali suwe jannat gaye

salooni ke mimbar ka wo taaj har
lagi jis pe thi haasidon ki nazar
giraaya gaya shehre daanish ka ghar
jahaan se utha aalime khushk o tar
kamaal aasmaan se ye aayi nidaa
ke maula ali suwe jannat gaye

wo daste ilaahi wo shere khuda
wo meraaj me lehja e kibriya
wo banda amal jiska tha haq numaa
sakhi jis pe naazaan huwi hal ataa
kamaal aasmaan se ye aayi nidaa
ke maula ali suwe jannat gaye

falaq se huwi tegh jis ko ataa
zameen jiske qadmon pe har dam fidaa
tha jangon me jo saaya e mustafa
thi irse me baba se paayi wafa
kamaal aasmaan se ye aayi nidaa
ke maula ali suwe jannat gaye

the maula ke maatam me kaun o makaan
tha izhaare ranj o alam be karaan
malaaik me barpa tha shore fughaan
qayaamat bhi hairaan ho tha wo samaan
kamaal aasmaan se ye aayi nidaa
ke maula ali suwe jannat gaye
Powered by Create your own unique website with customizable templates.