ka'be me aane waala
ashke rawaan - 1971
ka'be me aane waala
masjid me chal basaa hai aagaaze karbala hai zainab ka sar khula hai haq ka wali hai rab ka maula sakhi hai sab ka mazdur hai arab ka sultaane do saraa hai haamil hai innamaa ka haasil hai hal ataa ka maqsad hai la fataa ka aur daste kibriya hai jaisa ke fatema ko gham de gaye the ahmad beti ko aaj ali ne waisa hi gham diya hai keh keh ke haaye baba ro lo ay binte haydar karbobala me jaake rone ki bhi sazaa hai |