haay haay haay
shadman raza - 2012
haay haay haay
zahra ki betiyon ka safar haay haay haay neze pe hai hussain ka sare haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay jis ne diya hijaab usi ghar ki betiyaan baazaare shaam aayi hain karti huwi fugaan kaaton pe kar rahi hain safar haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay meri kaniz dekh na le mujhko beridaa sajjad se ye zainabe dilguir ne kaha aaya qarib shirin ka ghar haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay ek hashr sa bapaa hai dile sogvaar me zainab kise bulaaye bhala is dayaar me baba hain na bhaayi na pisar haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay barsaat pattharon ki hai aale rasool par haste hain shaam vaale asiron ko dekh kar karti hain shaahzaadi agar haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay kitne sukun se ham ne kiya tay ye raasta zainab ne tis ghanthon me tay ye safar kiya be parda thaame qalb o jigar haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay ay waqt ke imam ye pursa kare qubool hai maadare hussain yahaan aap aur rasool karte hain saare jinn o bashar haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay hamraah shadman ke ponhtcha jo qaafela baazaare shaam dekh ke yaad aaya ba khuda ay mazhar aabdi wo safar haay haay haay zahra ki betiyon ka safar haay haay haay |
|