baraaye dile dukhtar
nadeem sarwar - 2013
haaye hussaina
ay vaay sakina ye rukhsate aakhir hai pukaare shahe waala ay zainab o kulsum rabaab aur ruqayya tum sab pe salaam aakhri allah ko sonpa lipti huwi qadmo se ye kehti thi sakina ay kul ke madadgaar madad karne ko aawo ya fatema zehra mere baba ko bachaawo baba na kaho baba tum saath raho baba kuch ham se suno baba aage na barho baba aaraam karo baba baraaye dile dukhtar baraaye dile in dukhtar khaime me chalo baba juyam be koja baba dar dasht to ra baba nazdam to biya baba yaad az in wafa lutfan benuma baba baraaye dile dukhtar baraaye dile in dukhtar ay baba ma ro baba mein jaan gayi baba pechaan gayi baba qurbaan gayi baba talwaaron me jaawoge phir tum bhi na aawoge baraaye dile dukhtar baraaye dile in dukhtar tum ham ko tarpaana aaya dokhtaret nistam yekta goharet nistam noore nazaret nistam ya hamsafaret nistam gar bargardi man nistam baraaye dile dukhtar baraaye dile in dukhtar bargard o biya baba baba ay mere baba laazim hai agar jaana ye ham se karo waada jab shab ka ho sannaata aur meri sada sunna baraaye dile dukhtar baraaye dile in dukhtar tum lot ke aa jaana babaye mani baba lazem shode gar raftan in waadeye ma baashad dar taarikiye shab ha bishno chun sadaaye man baraaye dile dukhtar baraaye dile in dukhtar baaz aayi baraaye man sheh bole sakina jaan sau jaan se mein qurbaan is tarha na ho girya ek waada nibhaana hai ek qarz puraana hai baraaye dile dukhtar baraaye dile baba tum aaj dua karna pursa hai paa e maula rehaan o ali jee ka karte the haram nauha sarwar ne kaha beti saa'at hai judaayi ki baraaye dile dukhtar baraaye dile baba maqtal na chali aana |
|