as salaamun alayk
nadeem sarwar - 2011
ya hussain ya hussain
as salaamun alayk ya hussain ya hussain bar zabaan o delam ya hussain ya hussain aamadi az madina be karbobala ba baraadar wa khaahar wa ham tefleha ta ke roshan konid dine haq ra ______ marhaba marhaba ya hussain ya hussain aaye maula madine se karbobla bhaayi behnon ka bachhon ka ye qaafela ghaazi abbas ka sar pe parcham khula aa rahi thi sada ya hussain ya hussain bhaayi hai mujtaba baba jaan murtaza aur maadar hai jaane nabi fatema nana salle ala ehmade mustafa in ke dil ki dua ya hussain ya hussain aap ke ghar ko aada sataate rahe band paani kiya aur rulaate rahe aap qur'aan parhke sunaate rahe raahnuma raahnuma ya hussain ya hussain koshteh dar in zameen shod ali akbaret qaaseme taaze daamaad o ham asgharet aun u koshteh shod koshteh shod jaafaret koshteh shod az jafaa ya hussain ya hussain aa rahi hai imaame zamaan ki sada as salaam ay ghareeb ul watan marhaba parh ke rote hain ham zyaarate naahiya ay qateele jafaa ya hussain ya hussain haaye shaame gharibaan na bhulenge ham haaye saydaaniyaan aur un pe sitam bibi zainab chali leke din ka alam zainabi azm tha ya hussain ya hussain puri rehaan o sarwar dua ho gayi muntaqel nasl me ab azaa ho gayi ay shanaawar ali jee ataa ho gayi daulate karbala ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain |
|