abbas alamdaar
shahid baltistani - 2012
sallalaho alaika ya maula ya abul fazl al abbas
adrikna be haqqal hussain alaihis salam un girya-e mohabbat har dam ba shahe abbas karde ast huro ghilmaan maatam baraaye abbas kehti hai wafaadari wirsa hai alamdaari bedast hai phir bhi hai alambaar alamdaar abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar saqqa-e sakina hai mashkiza bataata hai bhatke huwe logon ko manzil se milata hai maatam ke juluson me aage nazar aata hai hai tera alam qaafela saalaar alamdaar abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar abbas ye tujhse hai izhaare wafaadari paani ki sabilen ye majlis ye azaadaari tere kate shaanon ka sadqa hai mere ghaazi naukar hai tere saare azaadaar alamdaar abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar ye kaisi qayaamat hai aulaade payambar par beghor o kafan laashe saidaniyaan be chaadar har bibi ye kehti hai dekho to zara aakar jaate hai haram shaam ke baazaar alamdaar abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar abbas ka girna tha jalti huwi reti par sarwar ki kamar tuti zainab ki giri chaadar laashe pe nabi zaadi deti thi sada rokar maara gaya pyason ka madadgaar alamdaar abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar yaawar ye haqiqat hai masoom bataate hain maula ki ziyaarat ko jo qaafele aate hain jab karbobala ke wo nazdik pahonchte hain lene ke liye aate hain har baar alamdaar abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar |
|